Check 2 Lines Jumma Mubarak Shayari/Poetry SMS in Roman English photos and Urdu for Whatsapp Dp and Facebook. And you can also download Dua Jumma Mubarak Pictures, Wallpapers, and Images for stories on Social media.
Jumma Mubarak Shayari in Hindi | Jumma Mubarak Poetry in English SMS
Kyun Dhoondta He Insan Rehta “DUNiyA”Mein,
Jab k Sare Masle Ka Hal “NAMAZ”Hai.
کیوں ڈھونڈتا ہے انسان راحت “دنیا”میں
جب کے سارے مسئلے کا حَل “نماز”ہے .
Aey Allah Ek Mauqa Humko Bhi De Safar-e-Makka Ka,
Suna Hai Tery Ghar Aur Jannat Mein Koi Fark Nahin..!
Tauba Ki Umeed Per Ho Chuke Bahut Gunaah Ya Rab,
Mohlat Toh Mil Rahi Hai Taufeeq Bhi Ataa Farma,
Ameen
توبہ کی امید پر ہو چکے بہت گناہ یا رب ،
مہلت تو مل رہی ہے توفیق بھی عطا فرما ،
آمین
“Zameen Pe Sukun Ki Tlash Hai
“MALIK”Tera Bnda Kitna Udas Hy,
Kiun Dhundta He Insan Rahat
“DUNYA”Me, Jab k Saary Masle Ka Hal
“NAMAZ” HY. Jumma Mubarak
Kar Leta Hun Bardasht Har Dard Isi Aas Ke Saath,
Ki Khuda Noor Bhi Barsata Hai Aazmaishon Ke Baad
کر لیتا ہوں برداشت ہر درد اسی آس كے ساتھ ،
کی خدا نور بھی برساتا ہے آزمایشون كے بعد
Dilon Ke Jhukne Se Hote Hain Aabaad Ghar Khuda Ke
, Sirf Sajdon Se Nahin Sajti Viran Masjide
– Jumma Mubarak –
Fanaa Itna Ho Jaun Mein Teri Zaat Par Ai Allah
Jo Mujhe Dekh Le, use Tujhse Mohabbat Ho Jaye
فنا اتنا ہو جاؤں میں تیری ذات پر آئی اللہ
جو مجھے دیکھ لے ، اسے تجھ سے محبت ہو جائے
.If you knew how powerful the Sujood is, you would have never lift your head off of the ground.
jumma Mubarak
Barhi Ajeeb hy Nadan-e-DiL ki Khuwaish Ya Rab
Amal kuch ni OR Dil Talabgar Hy Jannat ka!
Jumma Mubarak
بڑھی عجیب ہے نادان دِل کی خواہش یا رب
عمل کچھ نی اور دِل طلبگار ہے جنت کا !
جمعہ مبارک
Ay Allah Ek Moka Ham ko b dy Safar-e-Makka ka
Suna Hy Tery Ghar OR Jannat Mein Koi Fark Nahi!
Jumma Mubarak
اے اللہ اک موقع ہَم کو بی دے سفر مکہ کا
سنا ہے تیرے گھر اور جنت میں کوئی فرق نہیں !
. جمعہ مبارک
Meri khali jholi Mein Dua ke Alfaz Daal Do,
kya Pata Tumhaare Hath Hile Aur Meri Takdeer Sanvar Jae
میری خالی جھولی میں دعا كے الفاظ ڈال دو ،
کیا پتہ تمہارے ہاتھ حلے اور میری تقدیر سنور جائے
Happy Islamic New year 1442 Hijri Shayari
Heart Touching Jumma Mubarak Quotes in Urdu
Aaj Toh Kardena Mere Haq Mein Dua Ae Dost!
Suna Hai Yeh Din Bohat Qaboliyat Ka Hota Hai! آج تو کردینا میرے حق میں دعا اے دوست
سنا ہے یہ دن بہت قبولیت کا ہوتا ہے
Fana Karde Apni Saari Zindagi Allah Ki Mohabbat Mein
Yeh Wahid Pyaar Hai Jis Mein Bewafai Nahi Miltiفنا کر دے اپنی ساری زندگی الله کی محبّت میں
یہ واحد پیار ہے جس میں بے وفائی نہیں ملتی
Mere Nabi Ka Chehra Itna Noorani Hai
Ban Dekhay Hi Yeh Duniya Deewani Haiمیرے نبی کا چہرہ اتنا نورانی ہے
بن دیکھے ہی یہ دنیا دیوانی ہے
Nahi Janta Saghira Hai Ya Kabira Hai
Ilahi Maaf Karde Gunahon Ka Zakheera Haiنہیں جانتا صغیرہ ہے یا کبیرہ ہے
الہی معاف کردے گناہوں کا ذخیرہ ہے
Mujhay Sabr Mein Rakhna Mola Kabhi Girne Na Dena
Na Kisi Ki Nazron Mein Na Kisi Ke Qadmon Meinمجھے صبر میں رکھنا مولا کبھی گرنے نہ دینا
نہ کسی کی نظروں میں نہ کسی کے قدموں میں
Aatish-e-Dozakh! Na Dekh Ghazab Se Mujh Ko
Bara Rahim Hai Woh Jiska Gunahgar Hoon Meinآتش دوزخ! نہ دیکھ غضب سے مجھ کو
بڑا رحیم ہے وہ جسکا گنہگار ہوں میں
Nahi Mayoos Mein Apne Khuda Se
Badal Jati Hai Qismat Dua Seنہیں مایوس میں اپنے خدا سے
بدل جاتی ہے قسمت دعا سے
Tou Mujhay Nawazta Hai Yeh Tera Karam Hai Mere Khuda
Warna Teri Rehmaton Ke Liye Meri Ibadatein Kahaتو مجھے نوازتا ہے یہ تیرا کرم ہے میرے خدا
ورنہ تیری رحمتوں کے لئے میری عبادتیں کہا
Ya Allah Jo Bhi Tere Naam Lenay Walay Pareshan Hai
Is Pyaare Din Ke Sadqe Sab Ki Pareshaniyon Ko Door Farmaیا الله جو بھی تیرے نام لینے والے پریشان ہے
اس پیارے دن کے صدقے سب کی پریشانیوں کو دور فرما
Meri Auqat Iss Kaabil Toh Nahi Keh Mein Jannat Mango Ya Rab
Bas Itni Se Dua Hai Ki Mujhay Jahannum Ke Azaab Se Bacha Lenaمیری اوقات اس قابل تو نہیں کہ میں جنّت مانگو یا رب
بس اتنی سے دعا ہے کی مجھے جہنم کے عذاب سے بچا لینا
To Jab Bhi Dua Karay, Mera Rab Woh Tujhay Ata Karay
Teri Jholi Khushiyon Se Bhari Rahe, Ban Mange Sab Woh Ata Karayتو جب بھی دعا کرے میرا رب وہ تجھے عطا کرے
تیری جھولی خوشیوں سے بھری رہے, بن مانگے سب وہ عطا کرے
Woh Gunahgar Ki Dua Bhi Sun Leta Hai
Ae Insaan! Hath Mayoos Nahi Hogaye Utha Kar Toh Dekhوہ گنہگار کی دعا بھی سن لیتا ہے
اے انسان! ہاتھ مایوس نہیں ہوگے اٹھا کر تو دیکھ
Rooh Ko Chho Kar Toh Dekho Jism Mein Kya Rakha Hai
Rab Se Mang Kar Toh Dekho, Logon Mein Kya Rakha Hai
روح کو چھو کر تو دیکھو جسم میں کیا رکھا ہے
رب سے مانگ کر تو دیکھو لوگوں میں کیا رکھا ہے
Islam Jesa Koi Mazhab Nahi, Namaz Jesi Koi Ibadat Nahi
Aur Jumme Jesa Koi Din Nahi
اسلام جیسا کوئی مذہب نہیں، نماز جیسی کوئی عبادت نہیں
اور جمعہ جیسا کوئی دن نہیں